Ek Muddat Ke Bad Muskurae To Khayal Aay
ایک مدت کے بعد مسکرائے تو خیال آیا
کبھی ہم یوں بھی اچھے لگتے تھے
Ek Muddat Ke Bad Muskurae To Khayal Aaya
Kabhi Ham Yun Bhi Acche Lagte The
Chalte Rahenge Kafile Mere Bad Bhi Yahan
چلتے رہیں گے قافلے میرے بغیر بھی یہاں
اک ستارہ ٹوٹ جانے سے فلک تنہا نہیں ہوتا
Chalte Rahenge Kafile Mere Bad Bhi Yahan
Ek Sitara Tut Jaane Se Falak Tanha Nahin Hota
Nahin Tha Etbar Usko Meri Mukulsi Per
نہیں تھا اعتبار اس کو میری مخلصی پر
کھو دیا اس نے مجھے آزماتے آزماتے
Nahin Tha Etbar Usko Meri Mukulsi Per
Kho Diya Usne Mujhe Aazmate Aazmate
Muskura Kar Nahin Tajasus Se Dekhiae Mujhko
مسکرا کر نہیں جس سے دیکھیے مجھ کو
کہ میں جو پہلے تھا وہ اب نہیں رہا
Muskura Kar Nahin Tajasus Se Dekhiae Mujhko
Ke Main Jo Pahle Tha Vah Ab Nahin Raha
Muddat Se Jari Hai Muzaaqraat Dil Se
مدت سے جاری ہیں مذاکرات دل سے
فی الحال یہ تیرے سوا کچھ نہیں چاہتا
Muddat Se Jari Hai Muzaaqraat Dil Se
Filhal Yah Tere Siva Kuchh Nahin Chahta
Kaun Dega Sukun Aankhon Ko
کون دے گا سکون آنکھوں کو
کس کو دیکھوں کہ نیند آجائے
Kaun Dega Sukun Aankhon Ko
Kisko Dekhun Ke Nind Aa Jaaye
Ek Muddat Ke Bad Muskurae